Rajasthan News

33689 Shiksha Sahayak Assistant Teacher Recruitment 2013 Rajasthan

by RajasthanDirect
May 31, 2013

34000 Education assistants or Shiksha Sahayak recruitment in Rajasthan as 3rd grade teacher starts by Education department. Shiksha Sahayak 3rd grade teachers will be appointed in the nodal school of Gram Panchayat. Education assistants or Shiksha Sahayak are responsible for the education and Mid day meal of nodal school of Gram Panchayats.

Apply online for  Assistant Teacher recruitment 2013

Shiksha Sahayak Recruitment 2013 Notification: http://rajshiksha.gov.in/PDF/ea_notification_31052013.pdf

Starting Date to apply online: 3 June 2013

Last date of submitting application: 3 July 2013

Last date for verification of document: 31 July 3013

Order of appointment Date: 1 august 2013

For online apply or detail information visit: http://ea.rajshiksha.rajasthan.gov.in/

Police verification mandatory to accomplish on behalf of candidates.

37 Responses


deepak kumar Says

recieve shiskha sahayak aply form sheat

deepak kumar Says

recieve my shiksha sahayak aply form sheat and document

shobharam verma Says

if vm is having b. ed.he can be appointed as ss since he is qualified and also rpsc also not fair selection.he is experienced person simply passing test does not matter.experienced person having more weightage than passing rpsc froadly.he has already paid sincere service to nation with less money.if u are avoiding god will not permit.

Bhagchand rawat Says

Sir iska result kab aayega nahi to exam karva do

Ranjeet singh shekhawat Says

Aksar Wo Mujhse Puchte Hain
Kya Zindagi Hain Aur Kya Maut..?
Hum Khaamosh Rehte Hain
Aur Dil Hi Dil Me Kehte Hain
Tumhe Paa Liya To Zindagi Hai,
Aur Kho Diya To Maut.. kab aayega result

MAHENDRA(AMBEDKAR NAGAR U.P.) Says

EXAMINATION SHOULD BE NECESSARY FOR ANY TEACHER VACANCY BECAUSE WE CAN FIND PERFECT TEACHER THROUGH EXAM AND ONLY TALENT STUDENT WILL BE SELECTED BUT THROUGH THE DIRECT SELECTION IT IS NOT POSSIBLE…RAJSTHAN GOVERNMENT THINK AGAIN FOR THIS APPOINTMENT…THANKYOU

lovely Ishika Says

Sir i am looking for official notification of rajasthan panchayati raj 3rd grade teacher recruitment 2013 for 20000 posts
please provide me official notification if it is possible . my email is lovelyishika2603@gmail.com. i will be thanked full to you .

dinesh kumar Says

kya gov. so gyi h jo ab tak vacancy result nhi nikala
aage election aa rhe h. result kab aayega ya fir sarkar ko paise hi lene the janta se
koi mujhe bta sakta h ki is vacancy ko kya ho gya
kitne din ho gye abhi tak sarkar koi faisla kyo nhi le rhi h

puja nagar Says

mere jese student pagal h jo pad padkar pagal hue ja rahe h fir b kuch fayda nahi nd vo log bahut samjhdar h jinhone thodi si padai ki fir savida par lag gaye, une jyada padai b nahi karni b na padai me paisa invest karna pada aur paise b kamaye aur upar se govt job b uni ko milegi

pramod Says

exam hona jaruri hai
kyon ki isse hi to intelligency ka pata chalta hai
lakin govt. ki dall nahi galagi

Ravindra Says

We need the list by name and with cut off marks because the candidate have 82% and her name is not in the list if you are true mail me the list with name and marks otherwise we will get it from you by RTI. we think there was a BIG fraud with candidates

SEEMA SHARMA Says

THANKS

deepesh Says

percentage base per selection bilkul sahi h, ni to reservation ka chakkar h

Ritesh baba Says

Exam honi chahiye

vinod Says

arey bhai log ye bharti hi nhi hogi ab to is congress govt. ko to sirf paisa hadap ne se matalab h wo ab tak karodo rupaye hadap chuke e-mitra ke dwara or ab to ofline bhi !! mare hue ko or marne me lage h inka kuch nhi bigdta marte hum h na or ab to court ne bi result par rok lga di h hum kuch nhi kar sakte is gahlot ke kide padenge kide wo bhi plastic ke

Gs Says

Jis students ne pahle hi prikchha class pass achhi persent se kar li us se bar bar parikshha lene ki kya aavshakta hai.sir khud shoch ker dekhiye or kuchh hat kar kijiye.

MANISH GUPTA Says

sarkar ka kya jata h jata h to sirf of sirf ladko ko bhugatana padta h
es kaaran desh aage nahi bad paata h es sarkar ke bajay se nikammi sarkar
jiski age jaati jaye oonko pahle moka milna chahiye es kaaran desh pragati nahi kar paata h
yahi bajah ki humara desh bahhut pichi chala gaya
but ye sarkar sochti h ki hum eenke gulam ban gahe mahgaee badhakar
but i able to sarkar girane ke liye ek hi jaroorat hoti h
aarakshan sabse bada roda bana huaa h
if aarakshan ko khatm karna chahiye otherwise desh gaya kaam se
jai hind
vande matram

Vinod Verma Says

Ye mujhe to bakwas lagta h, peechhe abhi clerk only Rajasthan ke hi liye the or pahle bhi shiksha sahayak ka online exam hua tha or sab ko fail kr diya gaya chahe uske 80% marks hi kyon n the.

MANJEET KALA Says

SIR EXAM TO HONI HI CHAYIYE NAHI TO SARKAR HI GIR JAYEGI

sanjay Says

sarkar ko yadi aisa hi karna hai to jinka age nikalne wala hai unhe pahle mauka dete hue chayan karna chahie usme percentage doosare namber par hona chahie pahale number par age ko hi manak mamana chahie.

sanjay Says

chayan ka tarika bilkul sahi nahi hai. competition hona hi chahie taki yogya ummedwar chuna ja sake. Ye to rewariyan baantne wala kam ho gaya.

tarun sharma Says

bina anubhav ke kya appointment nahi doge

bhupendra sharma Says

other state ke liye jagah hai kya

suraj Says

bpl wale ko bhi maneyata deni chahiye + %

chandra prakash meena Says

Exam hona chahiye

Mahesh Grewal Says

bilkul exam hone chahiye.

joginder rathee Says

dear sir kya aap bata shakte hai ki shiksa sahayak ki salari kya hai

lalit Says

direct recruitment hi sahi he exam me fir whi reservation ka natak

virendra yadav Says

exam to hona tha asse govt servant nahi lend the

RAMNIWAS SHARMA Says

Rajasthan Housing Board ka Certificate Manya H Kya ?

asha sharma Says

exam hona chahiya vo b online or primary education k basics pe.

ratan pandey Says

Exam Bina To Maja hi nahi.

raj Says

ssa ke karmchari ko nahi liya hai esliye

pramod kumar shamdiya Says

yes exam hona chaye

sikander kumar Says

Exam honi chaey

Amit pandey Says

Exam to 100% honi chahiya

ashok kumar jariya Says

exam honi chahiya